Rishtey kyu ban jaate hai khwaabo se
Hum tum kyu baate karte hai khwaabo se
Ungliya uthana na meri in baato pe
Main to kehta hoon jo tum bolo khwaabo se
Rishtey kyu..
Hari hari si sason mein mithi khushbuein
Daastan adhuri si par dil me umangein
Dil ki kashti chali yaadon ke kinaron se
Main bhi tum bhi ho gaye gum jaadu mein iske
Khwaabon ki duniya me hum-tum ghul gaye
Rishtey kyu…
Kahi door miltey hain gehrey se sannatey
Chuppi mein mehak jaatey hain armaan sulagtey
Kaisa lagta hai jab aakhon se hoti hain batey
Chaand ki vaadi mein jalti si hain saasein
bahut dheemey chaltey hain barf ke dariye
Wafa ki baatein aur dard ke silsilay
Rishtey kyu

No comments:
Post a Comment